Tuesday, February 1, 2011

umeed

kya ho jayega jag jaisa maine socha hai,
ya bana rahega waisa hi jaisa maine dekha hai,
umeed mujhe to hai hawa badlao ki aayegi,
baand ankho se nahi khuli aankho se dekhunga,
jo kuch maine socha hai........

No comments:

Post a Comment